Janmashtami Sms

May this Janmashtami bring happiness in your life. Enjoy the festival with love on your heart and good wishes for others

ek dhun jo madmast hai bhakti jo atur hai ek naam jo bhavsagar se paar laga deta bhai jiski diwani hai duniya sari wo hamare Shree Krishna

Chandan ki Khushbu Resham ka Haar Sawan ki sugandh Barish ki fuhaar Radha ki Ummid KANHAIYA ka Pyar Mubarak Ho apko Janmashtami Ka Tyohaar

MakHaN ChuRaKaR JisNe KhaYa BaNsi BaJaKaR JisNe NacHaYa KhusHi MaNao UsKe JaNaM DiN Ki JisNe DuNiYa Ko PREM Ka PaTh PaDhaYa Happy janmastami

Radha ki bhakti Murli ki mithas Makhan ka swaad Or Gopiyo ka raas inhi sabse milke banta he janmasthami ka tyohar HAPPY JANMASHTMI

Gokul me jo kare niwas Gopiyo sang rachaye ras Devki yashoda jinki maiya aise hamare kishan kanahiya haapy janamastami

Radha Ki chahat he Krishna uske dil ki virasat he Krishna chahe kitna bhi raas rachale Krishna duniya to fir bhi yahi kahegi Radhey Krishna Happy Gopalkala

Radha ki bhakti Murli ki mithas Maakhan ka swaad aur Gopiyo ka raas Inhi sabse milke banta hai Janmashtami ka ye din khas Happy Janmashtami

Maakhan khave Shor machave Gopiyo ke sang Raas rachave Murli bajake Mann harshave hai Natkhat Nand Gopal Wish U A very Happy Janmashtami